Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Question to be cleared 
Question Assalao Alikum, Ap se guzarish h k mere sawal ka jawab batane ki zahmat kare, main apka tahe dil se shukar guzar rahunga. Sawal: Kya ladkiyo k period k duran roza rakhana farz h agar nahi to kya us dauran ka roza qaza me ada karna faraz banta h ya nahi? 
Answer Namaz, roza aur is jaisi doosri ibadatain jo wazoo, ghusl ya tayammum k sath ada karna zaroori hai wow o haiza aurat jo periods mai ho os par haram ho jati hai laikin jo rozay haiz ki halat mai nahi rakhay gay hain un ki qaza zaroori hai. laikin namaz ki qaza nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 448-459) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.