Answer |
Insan jo ratubat apni biwi k sath shehwat anghaiz tasaworat k waqt apni sharamgah me mahsoos karta hai wo pak hai is se ghusal bhi wajib nahi hota hai aur na wazu batil hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-45)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |