Answer |
Halat e haiz main pura quran parhna jaiz hai siwaey un 4 ayaat k jin ko parhnay say sajda wajib ho jata hai unko parhna haram hai.aur quran k alfaaz ko hath lagana haram hai laikin uski jild aur pages ki khali ki jaga par hath lagna haram nahi hay.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #448). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) |