Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera sawal ye hai k periods k bad aurat k ghusal krne ka koi asaan tarika bta den. or kia ghusal aurat ko 7 din k bad krna hota hy or neeyat krna zroori hai ye nhi.. 
Answer Aurat ko jab haiz ka khoon ruk jae tab namaz aur is jaisi ibadat k lie os par ghusl e haiz wajib ho jata hai chahae 3 din bad rukay ya 7 din bad. Aur ghusl e haiz ka tareeqa ghusl e janabat ki terah hai. Ghusl e haiz ka tareeqa : Ghusl me ehtiyat e lazim ki bina per ghusal ki niyat k baad phele pura sar o gardan aur baad me badan dhona zarori hai. aur behtr ye hai k badn ko pehlay right side sai dhoya jae aur os k baad left side sai dhoya jae. ghusl e haiz ki niyat k waqt niyat krain k wajib ghusl kar rahi hon bal k faqat “ ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ ” k iraday sai ghusl krain to kafi hai. yani niyat kray k “ghusl e haiz krti hon ﻘﺮﺒﻪﺍﻠﻰﺍﷲ”. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 456, 360)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.