Answer |
Aurat par haiz ki halat mai namaz aur is jaisi doosri ibadatain jinhain wazoo ya ghusl ta tayammum sai anjam dia jata hai haram ho jati hai. albetta mard k lie aisi koi halat nahi hoti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 448)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |