Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalam o alaikum mera swal ye hy k mjhe 13 saal ki umer se hath aur paon mai bohat paseena aata hy abi mai 29 sal ka ho gya ho aur ab tak is bemaari se nijat nhe mil saki hy.mai jb b koe papr work krtu ho to boht paseena ata hy js ki wja se mai apna kam thek trha sranjam nhe de pata hu sir mai is bemari se bohat pareshan hu ap plzzzzzzzzzzzz meray is masly ka quran aur hadees ki roshni mai elaaj bataen ya phir koe aesi medicine bta dn jis se ye bemari khtm hojaey. JAZAKALLAH ap k jwab ka muntazir 
Answer Allama bahaao al deen aamli ne likha hai ke ager koi kesi hi haajat rakhta ho to (apni hajat ko ALLAH TAALA ke saamne pesh karte howe) shab e jumma is duwa (laa ilaaha illallaho bi awonika wa qudratika, laa ilaaha illallaho bi haqqika wa hurmatika, laa ilaaha illallaho farajan farajanii min amree farajan wa makrajan rabbana yaa arhama al rahemeena)ko 41 dane gandum lekar her ik per ik martaba phar kar makaan ki chat per daal de yahaan tak ke sab daane parindee khaa jaain , ager haajat pori na ho to beshak muje bura bhala kehe. (Ref : Naway e Salaheen pg # 401). Note Ye condition bimari hai ke nahi or ager hai to is ka kya ilaag hai is ke liye Doctor ki tarf ruju karian.(ALLAH tofiqaat main izafa farmaae) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.