Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question NBI PAAK PAI AKHRI AYAT KAB, konsi, kis halat mai nazil hui?  
Answer Akri ayat : sura e Baraat ki aakri ayat Quraan e Majeed ki nazil hone wali aakri ayat hai, or ye sura kamil tor per nazil howa yani pora ik saath. jesa ke Hazrat Imaam Zain u al-Abedeen (a.s) se manqool hai ke jis ka mafhoom ye hai ke Ap (s.a.w) per aakri nazil hone wali sura sura e al-baraat hai. (Ref ; Tafseer Anwaar ul Najaaf ,{ jild # 1 , pg # 136} , { jild # 7 , pg # 143} ). Musalmaan o kuffar ke dermiyaan muaahide (wade) howe the or kun ke in ki taraf se baar baar khilaaf warzi ki gaae to ye sorat nazil hoi. (Ref : tafseer ul Quraan , mufassir # al-haaj molana syed zafar Hassan sahib qibla amrohavi , jild # 2 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.