Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name islam 
Question me ake larke se 3 sal se pyar krti hun ham nikha krna chahte han par wo pareshan h k nikha k baad kia hoga mje lagta h k me bina nikha k us se baat kr k ghuna kr ri hun es liye me jald se jald nikha krna chahti hun. q k mama papa ki marzi se hamari shadi 4 sal tak mumkin ni h kia esa ho sakta h k ham abi nikha kr len lekin jab mama papa man jaen to un k samne ake dafa phr nikha ho jae. me us k beger ni reh sakti plz meri madad karen. 
Answer Shadi sai pehlay mangetar sai aam mamool ki baat cheet krna jis k andar koi shawat angaiz baat na ho, koi haraj nahi hai laikin is mai bhi shrt hai k is sai koi jinsi lazzat hasil na ho aur na hi haram mai parnay ka dar ho warna jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 137,pg # 65)Note: aap apnay waldain ko faqat nikah k lie razi kar lain aur rukhsati na karain to phir aap donoo aik doosray k mehram ban jain gay. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.