Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AOA sir mera masla ye he k mujay peshab k sath qatray atay he.ye,masla 3,4 saal se he.me ne kafi medicine use ki he leken mujay koi faraq nahi parha. or agar koi galat khayalat b zehan a je to ehtlam ho jata he plz mera maslay ka hal bta de. me kya karo shukrya.  
Answer 1)Tukhm e kahoo (lettuce seeds) k khanay sai sailan e peshab sai nijat milti hai. (Ref : Kitab Makhzan e Amaliat pg # 60) 2)Haram k baray mai sochna agar inzal(mani kharij hona) ka sabab na banay to ehtiyat e mustahab hai k osay trk kia jae. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 199,pg # 82) 3)Sonay say pehlay ba-wazoo halat mai surah e mea’rij(surah no. 70) ko aik martaba parhay aur surah e noor likh kar takiay(pillow)k nichay rakhay to ehtilam sai mehfooz rehay ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 322) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.