Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sayatullah sistani sahab 
Question Hum sunnato roza me roza kaza ki niyat se rakhte hai jisse kaza bhi bhar jata hai aur sunnati roza ka sawab bhi milta hai. Kya ye sahi hai. Aur hamare roza kaza hai to kya hum adhe din me sunnati roza khol sakte hai?  
Answer Agar qaza rozay kisi k zimay hon to wo mustahab roza nahi rak sakta hai aur mustahab rozay ki niyat karna jaiz nahi bal k zaroori hai k wo qaza ka irada karay aur agar wo qaza roza rakh lai to osay mustahab rozay ka sawab bhi milay ga. Aur jis shakhs nai ramzan ka qaza roza rakha ho wo is rozay ko zohar sai pehlay tor sakta hai laikin agar qaza ka waqt tang ho to behtr hai k roza na toray. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # roza, sawaal # 90, pg # 53) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1544-1671)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.