Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question aoa,agar haiz ki halat main sohar k sth intercourse kr lain tu kiya yeh sahi hai or agar haram hai tu phr is k liyeh kiya krna ho ga? 
Answer Haiz k ayyaam (days) main aurat (women) ki farj mein jima karna mard aur aurat dono kay liay haram hai, balkeh kaha gaya hay k ye gunah-haan e kabeera main say hay. chahay dukhool sirf supari(paishab ki nail ka shuru ka chikna hissa) ki had tak hi ho aur mani bhi kharij na ho, balkay ehtiyaat-e-wajib yeh hai k supari se kam miqdar main bhi dukhool na kia jaay. albattah yeh hukum aurat se dubur (maqaam-e-pakhana) mein jima k liay nahi hai. lekin dubur mein jima, aurat ki razamandi k bagair ho to ehtiyaat-e-wajib ki bina par jaiz nahi hai (chahey woh haiza ho ya na ho). (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 448) .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.