Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name muslim 
Question Asalamoalaikum mra sawal ye ha k mai shadi say pahly aik larki say pyar karta tha wo b karti thi hmain 10 saal hogay han family k jhagro ki waja say hmari shadi nahi ho paye aj wo b shadi shoda ha mai b wo b aik bachy ki maa mai b baap ho aik bachy ka mgr aj b dil mai aik dosray k liy pyar ha samjh nahe arha kia karain kia agr hm sirf nikah karlain or jismani taluq na rakhain to kia nikah kr sakty ha? wo larki nikah mai rahty hoy nikah karsakti ha ?ya osay talaq laini hogi?bht shokria apky wqt k liy rahnumaye farma dain mehrbani hogi  
Answer Aik larki ka aik waqt mai doosra nikah nahi ho sakta hai. Aur jins e mukhalif se dosti kerna karna jaiz nhi q k ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2366) (Ref : kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.