Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question AoA mera sawal ya hai k agr koi roza rakhna chahata hai lakin sehri k waqt wo kisi waja se nahi uth pata tu kea wo sehri kiyay roza rakh sakta hai. 
Answer Sehri khana tark nahi karna chaheay, agarchah aik khajoor aur aik glass pani hi q na ho albetta sehri karna wajib nahi hai. aur bagair sehri k roza ho jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1553)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.