Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Muslim 
Question Mera sawal yeh ha keh hum niyat karta hain keh "hum kal ka roza ki niyat karta hain" mager roza tou hum aj rakh raha hien es k bara mein batien?? 
Answer Agar rat sai rozay ki niyat kar k sotay hai to insan ye hi niyat karay ga k mai kal roza rakhoon ga ya kal k rozay ki niyat karta hon laikin rozay ki niyat dil sai ghuzarna ya zaban sai kehna zaroori nahi hai bal k is ka irada karna kafi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1531)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.