Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name gusal e haiz k liye hair remove krna zaruri ha  
Question salam main yeh janana chahti hun k haiz k ghusal ky sath body k hair remove krna zaruri ha or agar gusal haiz kr lakin hair remove nai kiye or namaz parh li jae or roza rakh liya hae to jaiz ha .? plz ans me asap ... 
Answer Ghusl e haiz karna rozay aur namaz k lie wajib hai jab k body hair remove karna mustahab hai is lie agar ghusl kar lia ho to roza sahi ho ga roza rakhnay sai body hair ka koi taluq nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 456)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.