Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Assalam o Alaikum.mera swal ye hai k muje sirf 2 din ya us se b kum haiz hota hai.to kia me jab haiz khatam ho jae to ghusal kar k namaz parh sakti hoon .kuch log kehte hain k muje 7 din rukna chahiye.please reply me soon.Allah hafiz 
Answer haiz ki mudat 3 din se kum aur 10 din se ziada nahei hoti ayr agar blood aane ki mudat 3 din se zera bhi kum ho yo vo haiz nahei he.( (ref: tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani (d.b.) masla #438)(is lie aap ka blood isteaza he aur is me shariet ke saat ibadat kerni hoti he.) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.