Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani 
Question Salam... Agha agar wife se phone per baat karte hue agar mard ki sharam gah se koi ratoobat nikle aur wo ratoobat uchal kar nikle Lakin us ko ye shaq ho ke shohwat ke saath nikli hai ya nahi per ye itminan ho ke Badan main sukoon wali alamat mojod nahi to Kya ye ratoobat mani ka hukm rakhti hai? Plz is scenario ka specific jawab di jiye..... Shukriya 
Answer Agar kisi shakhs ko shak ho k mani kharij hui hai ya koi aur ratoobat to agar os mai wo 3 alamatian jo bayan ki gae hain agar sari pae jain to hi mani k hokum mai aye gi warna nahi. Albetta jo ratubat shehwat anghaiz tasaworat k waqt insan apni sharamgah me mahsoos karta hai wo pak hai is se ghusal bhi wajib nahi hota hai aur na wazu batil hota hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 345)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.