Question |
salam sahab.meray chehray pai baal bhar rahay hain,meri rangat safaid hai.main bohat pareshan hu.itnay paisay nahi k main ilaj karu.please app koi wazifa bata dai ya allah ka koi name ka wazifa jis se mera yeh masla haal hojai.aur meri walda nahi hamary abu bimar hain, hamari shadyo k liye bohat pareshan hain.ap mujay wazifa bata dai k khuda hamari ghaibana madad kray...me ne masters kia hai maga job nahi hai.aur hum chahtay hain k maali halat tek ho jai and hum peshawer shift ho jai..main bohat tense hu and dil behad udas rehta hai qk jisay main chati thi 8saal se wo larka dhoka dai gaya pichay hat gaya apnay kiye waado se.main chati hu k mera kahi aur jald rishta hojai .please mujay jawab dai. |