Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Salam, hamare shadi se din main hyas mein thi kya hamre shadi jayas hai.i am very scad pls answer my question 
Answer Haaiz aurat per chand cheezein haram hain. 1) Namaz aur is jaisi deegar Ibadatain jinhain Wuzu,Ghusl ya Tayammum kay saath ada karna zaroori hay agar is niyyat say anjaam day kay sahih amal anjaam day rahi hoon,JAIZ NAHI hay.laikin in ibadatoon kay ada karnay main koi haraj nahi hay jin kay liye wuzu,ghusl ya tayammum karna zaroori nahi hay jaisay Namaz-e-Mayyat. 2) wo tamam cheazein jo mujnib per haram hein aur jin ka zakr janabat ke akham me kia gia he. 3) haiz kay ayyam (days) mein aurat (women) ki farj(sharamgaah) mein jima karna mard aur aurat dono kay liay haram hai. chahay dukhool sirif supari ki had tak hi ho aur mani bhi kharij na ho, balkeh ehtiyaat-e-wajib yeh hai k supari se kam miqdaar mein bhi dukhool na kia jaay. albattah yeh hukum aurat se dubur (maqaam-e-pakhana) mein jima kay liay nahi hai. lekin dubur mein jima, aurat ki razamandi k baghair ho to ehtiyaat-e-wajib ki bina par jaiz nahi hai (chahey woh haiza ho ya na ho). (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 448).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.