Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatullah Sistani (r.a) 
Question Assalam-o-Alekum, Sir men Ramzan shuroo honay say din 3 pehlay yahan aya tha, abhi logon say jan pehchaan bhi nhi hui thi k Ramzaan shuroo hua. Men nay Shabaan k akhri din Ramzaan k rozay ki niyat say Sehri kr li Dopehr ko maloom hua k aaj to shabaan ka akhri din hay, men nay roza khol liya or aglay din say Ramzaan k rozay rakhna shuroo kr diye. Plz btaen k mujhy is rozay ka koi kaffara ada karna paray ga ? Or ek din mery sehri 2 minute late close hui. is k bary men bhi bata den. Shukar Guzaar hon ga.  
Answer Wssalam o alykum,ager ap ne shabaan ki aakri din ramdaan ke roze ki niyat se is waja se roza rakha ke ap ko ramdaan shuroo hone ka itminaan tha or dopehar main maloom howa ke ramdaan kal se shoroo hain to ap per kuch wajib nahi hai, or ap ka ye roza batil hai. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.