Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani 
Question agar koi wajib ghusal m confuse ho k utaro ya nhi ya phir wajib ki neyat se utaro ya nhi to agar wo zaban se keh day me ghusal e haiz utrta hon wajib kurbatan illal allah lekin wo shaq me h k dobara ai ga ya nhi to zaban se kehna kafi ho ga q k dil ki neyat m shaq ki halat m h ?????????????????? plzz tell me  
Answer ager yaqeen ho ke sharam gaah main koon e haiz nahi hai to gusal kar ke apni ibaadaat ko anjaam dain chahe ap ko gumaan ho ke 10 din pure hone se pehle dubara koon aa gaae ga, or ager ap ko yaqeen ho ke 10 din pure hone se pehle dubara koon e haiz aa gaae ga to ehtiyaat e wajib ki bina per gusal e haiz karain or apni ibaadaat ko anjaam dain or wo cheezain jo haiz per haraam hain un ko tark bhi karain. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 495 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.