Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name islam 
Question slam, meri mangni ko aek sal ho chuka h bht koshsh k bawjod mali msael ki bdolt shadi ni ho ri sadge sy shadi men khandan razi ni h mery mangter k sath romanvi taloqt hen hum ny wo khas kam ni kiya kya romanvi taluqat rakhny sy hamara shadi ka rishta jaez na hoga hum sachy dill sy aek dosry ko apna manty hen? plz ans me 
Answer Mangni ka islam men koi aytbar nahi hai, jab tak ap ka nikah nahi hojata hai tab tak ap ka mangetra se is qism ka relation rkhna haram hai, q k apki mangetr bhi dusri oaraton ki tarah jab tak nikah nahi hojata , wo bhi ap k liye namehrm hai.(Ref: Aqai Sistani, Sawalat or jawabat 10 mrajaye kiram k ftwon k mutaiq, pg#31). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.