Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question gunahe kabeera ketnay han aur kon kon se? 
Answer Ghunahane qabira me se 1)allah k sath shiriq karna 2) khuda ki rehmat se mayoos hona 3) khuda ki tadbeer se apne aap ko aman me samajna 4) un cheaso ka inkaal karna jo allah ne nazil ki hai 5) khuda k waliyo se jang karna 6) ghuna ko halqa samajna 7) oqooq waldain ( waldain ko aziyat dena ) 8) musalman aur har nafas moutarma ko Qatal karna au rise tara inhe zakmi karna , marna aur dosere kaam karna 9) pak daman mard , aurat per sharhi ghawoo k beghair zina aur dosere faisha kaamo ki tumat laghana 10) zulman yateem ka maal khajana 11) naab touol me kami karna 12) chori karna 13) jang sefarar karna 14) sood khana 15) zina karna 16)mard ka mard k sath bad faili karna 17) aurat ka aurat k sath bad faili karna 18) istimna karna 19) miah biwi k ilawa kise bhi zaria se zinse lazat jasil karna 20) do louqo ko haram jinse taloukat k lye mila 21) shoar k lye haram hai k us ki biwi kise dosere mard k sath haram taloukat rakhe aur wo khamosh rahe 22) baghair ilm aur ujat k baat karna 23) jhoote bolna 24) jhoote ghawoi dena 25) jo chase allah ne nazil nahe ki hai us k bare me fatwa dena 26) allah ki jhoote kasam khana fasalo k maqaam per 27) ghawai ko chupana28) janbouch kar namaz ko choor dena29) ramzan k roze ko choor dena 30) wo hajj jo zindaghi me aik martaba wajib hota hai us ko choor dena 31) wajib zakat se mana karna 32) kate rahmi karna 33) aise jagha jana jaha deen ko nuqsaan pouche 34) sharab aur dosere nashe aawar chease pina 36) khizeer aur dosere haram khosh jaanwar ka khoosh khana 39) haram kamai khana 40) israaf karna 41) tabzeel karna 42) mali hoqooq ko baghair kise waja k rook kar rakhna 43) zalimo ki madad karna 44) zalimo ka rukun banna 45) zalimo ki mansab ko qabool karna magar ye k ye mansab halal ho sakta hai aga ye kaam khud halal ho aur is me musa;mano k lye maslehat ho 46) moumin ki gibat karna 47) momin ko gali dena 48) momin ko lanatkarna ,49) momin ki touheen karna ,50) momin ko zaleel karna 51) momin ka mazaak urana 52) momin ko darana 53) momin k razo ko donna 54) momin k ghunaho ko zahir karna 55) momin ko halqa samajhna 56) momin per jhoote bahnna 57) momeneen k darmiyaan chukli karna 58) mou se gandi aur fahash batain karna 59 ) dhoka dena 60) khayanat karna 61) ahad ko tourna 62) apne aap ko dosero se bara zahir karna 63) ibadat me riakari karna 64) hasad ka izhar karna 65) haram mouseqi ka istemaal , jado karna , seekna seghana , joa k alaat ,shatrang khelna . .(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 2009). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.