Answer |
1)zil hajj ki pehli(1st ) tareekh se nou(9th ) tareekh tak roza rakhna mustahab he lakin arag insane roza ki wajah se paidah honay wali kamzoori ki bina per yoom arfa ki dua’ain na parh sakhay to is din ka roza rakhna makrooh he.
2)eid ul fitr aur eid e qurban k din roza rakhna haram he. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1718 , 1709)
|