Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question pury saal me kis kis din k rozy nhe rakh sakty 
Answer 1)Eid ul fitr aur eid e qurban k din k rozay rakhna haram hain. 2)Aur jis din k baray me insane ko ye ilm na ho k shahban ki aakhri tarikh he ya ramzan ki pehli to agar wo is din pehli ramzan ki niyat se roza rakhay to haram he. 3)agar aurat k mustahab rozay rakhne se sohar ki haq talfi hoti ho to aurat ka roza rakhna haram he. 4) agar aulad ka mustahab roza maa baap k lie aziyat ka sabab ho to aulad k lie mustahab roza rakhna haram he.Is k ilawa aur bhi haram rozay hein . (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 1709 , 1710 , 1711)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.