Answer |
Agr pehle nikah walden ki ijazat k bger kiya tha to wo sahi nahi tha matlb nikah hi galt hogaya hai, lehaza ab jo nikha walden ki ijazat se yahan Pakistan men horaha hai wohi sahi nikah shumar hoga, lekin agr pehla nikha walden ki ijazat se kiya tha to phir wohi sahi shumar hoga dusra zaruri nahi agr dusra kren bhi koi harj nahi hia lekin us ki koi khas value nahi hai.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,31rd Edition,maslah #2341)
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|