Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamoalekum, Kia farmate hain ulma e deen is masle men ke aurat haiz k e ayyam pure karne ke baad jo ghusal karti hai woh tak dino men kare maslan 7 -9-11 agar woh 8-10-barhawen din ghusal karegi to paak na hogi 
Answer Wssalam o alykum, jab orat ka koon 3 din se uper chala jaae or phir 10 din se pehle us ki sharam gaah main koon mojood na rehe to wo paak hai or namaaz or is jesi ibadaat ke liye Gusal e haiz wajib hai (chahe wo din 7 ho ya 9 ya 10 albatta 11 or 12 din ka khoon khoon e haiz nahi hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 438 , 440 , 457 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.