Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name no 
Question salam, ma na apni zindagi ma bhut gunha kiya hain ma bhut pachtati hn ma kiya karn ka mara dil ko qarar ajay ma bhut jhoot bolay hain apni life ma ma kiya karn ma nhi bolna chati hn  
Answer Wssalam o alykum, Imaam Jafar o Sadiq (a.s) ne farmaaya, jis ka mafhoom ye hai ke ager banda apne gunah ka is terhan iqraar kar le ke is ne apne Khaliq Allah Taala ke diye gaae hokum ki nafarmaani ki hai, or is nafarmani ki waja se is ko esei pashemani ho jis ki waja se wo dubara gunah na kar sake to ALLAH TAALA bhi is ko muaaf kar ke is ki toba qabool kar leta hai. (Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e emaan o kuffur , baab # 188 , riwayat # 4 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.