Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sayyed ali sistani  
Question s.a janab main saudi me kam karta hoon.mera sawal ye hai ke meri biwi hamen ghar bulati hai lekin naukri aur paise ki kami ki wajah se main ghar nahi ja pata hoon.maine suna hai ki biwi shauhar ko sirf 4 month ki ijazat de sakti hai uske bad wo jab chahe bula sakti hai.agar shauhar na jaye to gunahgar hai.batayi mujhe kya karn chahiye.shukriya 
Answer Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reson) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho.(tauzeehul masail,Agha Seestani,maslah #2382). .Update on dated 18-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.