Answer |
Mani ko nikalne se is tarah rookna wajib nahi hai. Ager ap ko pata hai ke pishaab k sath nikalne wali mani hai to ghusl wajib hai, warna wajib nahi hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 1572 , 70 , 344 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). |