Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question janab mere age abe chote ha 16 sall or mene apne bhae ko dekh kr mun(face) par machine marna shoro kr de jis k waja se mere 1 haftey bad boht zaida baal a jate hen or mein machine se sideo se or thore k baal kaat deta hn jis k waja se mere chere par gair zaruri baal be nikalna start ho gae ab ap he btaen islam k roashni me k kya me apne chehre k gair zarure baal jur se nikal dun or jur se nikalne se dobara baal to ne ate ?? or me har hafte machine mar sakta hn??? plz explain k sath jaldi answr dijye ga or asan lafzo mein k mje samaj a jae JazakAllah 
Answer Ehtiyaat e wajib ki bina par darhi mundwana jaiz nahi hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah #2042 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.