Answer |
Mangetar na mehram hai aur na mehram k sath jinsi lams (begair inytercourse k) zina nahi hai laikin haram hai is lie tauba karain (Ref: kitaab nigah aur libas masla # 109, pg # 70)
ghuzishta amal k liye Allah say Sachay dil say tauba karain Parwardigaar ne quran me wadah kia he k wo tauba karney walon ki tauba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne waday per amal na karey(Ref: sistani.org ques # 1,toba)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|