Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name nasir 
Question agr ehtlam ho aor mani kharij na ho to ghusal krna zrori hy ? 
Answer Ehtalam usi amal ko kehte hen jis men mani kharij ho lehaza ye kehna hi ghalt hai k ehtilam hua lekin mani kharij nahi hui or mani kharij na ho to ghusl wajib nahi hota, Albatta wo ratoobat jo shehwat angez khayalat k wqt insan apni sharmgah men mehsoos krta hai wo pak hai, us se ghusl bhi wajib nahi hota or na hi ye wazu ko batil kri hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 344-345)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.