Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assailant o ALaikum my question 2 u is dat what is difference between haram music and halal music plz explain in easy words? Thank u 
Answer Ghina haram hai, Is sai murad wo batil kalam hai jisay aisi lai k sath gaya jay jo lohv o laeb ki mehfilon sai makhoos ho. Isi terha aisi lai k sath quran aur dua ya is jaisi cheezoo ka parhna bhi jaiz nahi. Aur mosooqi yani aalaat ko is terha bajana jo lohv o laeb ki mehfiloo sai mutabiqat rakhay haram hai is k alawa haram nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2043) Halal music wo hai jo lawo lab(ghuna gharo ) ki mehfir se munasbat na rakhte ho aur haram music wo hai jo lawo lab(ghuna gharo ) ki mehfil se munasbat rakhte ho. (ref.jadeed fiqhe masail, aqa sistani,pg:277,masla:545) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.