Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam sir mera apse ek qstn ha.. ma ek lrki se bhut piyar krta hn or wo bhi mjse krti ha meri umr 17saal ha or uski 15 or ma usky sth sex kr chuka hn protector use kr k .. ub mera sawal yh h k wo pregnent tu nhi hugi ? or dusra sawal yh h k ma us se nikkah krna chta hn or wo bhi razi ha ub ap bta den k hum kis trhan nikkah kren pura tariqa bta den plzz 
Answer 1) Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30). 2) Osay sachay dil se toba karni chahiye. Parverdigar ne quran majeed me wada kiya hai k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba)http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888) 2) Jo shaks shadi na hone ki waja se haraam kaam me mubtela hota ho is per wajib ha k shadi kar le. . (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) 3) Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2364) 4) Baap ya dada ki ijazat k baghair kunwari lerki nikah nahi ker sakti(chahay apni maa say bhi ijazat ly li ho)laikin baap ya dada us mard k sath usay shadi ki ijazat nah daitay hon jo mashray k lihaaz say aur shariat k lihaaz say us ki matching ka ho tu phir ijazat lena zarori nahi hai. (Ref:Ayatullah sistani(d.b), Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2341). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.