Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar hm shary Me nhi uth sake but fazer ki namaz se phele uthe hai to kya hmara roza mana jyega  
Answer 1) Insan ramzan ki har raat ko os se agle din k rozay ki niyat ker sakta hay. (Tauzeh-ul-masail,ayatullah Sistani d.b.,33th edition,mslah#1532). 2) Jo shaks ramzan k rozo or isi terah wajib rozo main jin k din moayyan hain roze ki niyat kiay baghair azan e subah se pehle sojaay agar wo zuhur se pehle baydaar ho jay or roze ki niyat kare tu oska roza sahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah #1535) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.