Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kya namard mard ban sakta hai kasai. 
Answer Agar waqian insane k lie apni jins tabdeel karwana mumkin ho to bazat e khud ye haram nahi albetta doosri jehaat se jise chonay aur dekhnay k aitebar sai haram ho ga siway ye k ye amal zaroori ho jay. Aur is farz par k jins tabdeel ho jay to saray ahkam new jins ki bina par jari hon gay na k purani jins k mutabiq (maslan agar aurat ban jay to perda karna parega) laikin sirf zaheri tour par tabdeeli k aa jane ka matlab ye nahi hota hai k jins tabdeel ho jay hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 164,pg:74).(is silsile me docter ruju kar sakte hai) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.