Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question ager ma koi drama dekhta hun tw mere walid mujh sey kehte hain kay na mehram larkion ko ziada na deka karo kia un ye aeteraz theek hai fikh key masle kay lihaz sey jawab dein  
Answer Ayse qomi or gher-mulki filmi ko jin me hijaab ka khayal na rakha jata or television se dekhi jati hai Agr lazzat k irade aur gunah me mubtila hone k khoaf k beghair aur akhlaqi buraiyon me mubtila hone ka baais na bane to dekhna jaiz hai.(Ref : Nigah or libaas,pg:44) Ethiat e wajib k tor per fahash filmon (porn movies) or tasveeron (porn pictures) ko dekhna haram he agarche shak aur lazzat k bagair dekha jaye. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.