Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Darkhwas hai muje jawab dijiyega jaldi hum ap ke jawab ke muntazir hai, or ye b btaiega ki kya hme inhe kuch kehna chahiye ki ni 
Answer Jins e mukhaalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k gunah mai mubtila honay ka khof moujood hai (Ref: Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) Aurat or us k wali(baap/dada) ke liay behter hai k on sifaat or khasaais ko ehmiyat dain jin ka shohor main hona zarori hay aurat ko chahiay kay wo aisay merd ko apnay rafeeq e hayaat k taur per muntakhab karay jo deendaar,paak daman,or baa akhlaaq ho.sharabi nah ho or buraeyoo or muhliq gunaho ka irtekaab nah kerta ho (Ref: Jadeed Fiqhi Masayl Ayatullaha Sistani d.b. Masla # 387 pg # 232) Agar kunwari larki in sifaat ko ehmiyat deta hai to pasand ki shadi me koi harj nahi albatta apkay baap/dada ka razi hona zaroori hai jub tak ap nikah nahi kar sakti (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah # 2341)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.