Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir zina 1 qarz hai or qarz ke maafi nahi hoti.agr kisi larky nay kisi larki k sath zina kiya ho wo bhe jaan bojh kr or toba bhe kr li ho sachy dil sy lekin us larki sy toba na krwa sakta ho or us larki ko talash na kr sakta ho to kaya us larky ke bhen maa beti ya bivi wo qarz utari ge ya maaf ho jaey ga? 
Answer Imaam Jafar o Sadiq (a.s) ne farmaaya, jis ka mafhoom ye hai ke ager banda apne gunah ka is terah iqraar kar le k is ne apne Khaliq Allah Taala k diye gaae hokum ki nafarmaani ki hai, or is nafarmani ki waja se is ko esei pashemani ho jis ki waja se wo dubara gunah nah kar sake to ALLAH TAALA bhi is ko maaf kar k is ki toba qabool kar leta hai. (Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e emaan o kuffur , baab # 188 , riwayat # 4). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.