Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam Mera ak sawal hai k juma ki namaj pahle bar kab,kisne aur kaha shuru hoi the? 
Answer Wssalam o alykum, Besat e Nabi (s.a.w.w) k 14 saal, 16 rabiul aowwal Jumme k din Masjid e bani saalim main aap (s.a.w.w) ne musalmaan ko pehli namaaz e jumma ba jamaat pharaae. (Ref : Tafseer e anwaar ul najaf , jild # 14 , topic # sura e jumma ki ayat no 10 ki tafseer , pg # 18) , (Ref : 14 Sitaree , muallif # syed najam al-hasan , baab # 1 , topic # madine main dakhila , pg # 64 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.