Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question salam..kia aap mjhe yeh explain kr skte h k aurat k jism se jo ratoobat kharij hoti h jis se gusl e janabat wajib hota h uski kia nishanian h? insaan ko kis tarah maloom ho k jo ratoobat kharij horhe h woh najis h? 
Answer wo ratoobat jo aam tor per orat ke shehwat ki intiha tak pochne ke baad nikalti hai ager is ko inzaal(yani ratobat ka nikalna) kaha jaae or libaas ko aaloda karde to ye najis hai or ye orat per gusal e janaabat ko wajib kar deti hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 345 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.