Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question kya aurat periods ke tesre din husband ke saat hum bistari kar sakti hai 
Answer Jee nahi jab tak periods khatan nah ho jay hambistari kerna jaiz nahi hay.Haiz kay ayyam (days) mein aurat (women) ki farj mein jima karna mard aur aurat dono kay liyay haram hai. chahe dukhool sirf supari ki had tak hi ho aur mani bhi kharij na ho, balkay ehtiyaat-e-wajib yeh hai ke supari se kam miqdar mein bhi dukhool na kia jai. albatta yeh hukum aurat se dubur (maqaam-e-pakhana) mein jima kay liyay nahi hai. lekin dubur mein jima, aurat ki razamandi kay bagair ho to ehtiyaat-e-wajib ki bina par jaiz nahi hai (chahey woh haiza ho ya na ho). (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 448) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.