Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sir mera sawal ye ha ke mje pta to ha ke mani ke nikalne se roza tootjata ha.........lakin roze ke doran kisi lerki ko kiss kerne se mani ka aik katra nikal aya,,mje ye maloom nai tha ke mani nikal ae gi lerki ko kiss kerne se..per aik katra nikal aya..to is se roza toot geya yan na 
Answer Ager kiss karne se pehle ap ko is ke na-nikalne ka yaqeen o itminaan na ho to roza batil hai, or qaza o kaffara wajib hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1st , Maslah # after 998 , eidition # 1st). Ager wo larki apki zoja nahi hai to ye kaam haram o guhnaah e kabeera hai. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.