Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalam alikom..mai mahi.mera sawal hai k mainy apni zindagi me ek bad hi gunha ki hoo. aur uos gunha ki mafii hamesha all aha se mangti hoo. app batay hmmy kiya krna chahy....mai apny college k tym. mai ek non.Muslim se pyr kr bait hi.. aur uos k sath.. kai baar hm.bistar ho chuki hoo. uos wkt meri age. 22 thi.aur abhi 26 hogai aur ab meri kisi aur se shadi hony wali hai. to yeh gunha ki mafi k liy kiya krna chahy. kiya mujhy apny mangitat ko bata dena chahy.. mainy ek din bataya bhi. to uonho ny majak samhaj kr. bato ko najr andaz krdi.. app batay hmmmy kiya krna chahy...plzzzzzzzz.help me 
Answer 1)Zina karna gunah e azeem hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhaajus saliheen,part# maslah #29 ) 2)Sachay dil se toba karni chahea. Parverdigar ne quran majeed me wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karay. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888 ) 3) Dosero k saamne ghuna ka aqraar karna jaiz nahe hai. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 223, pg # 88)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.