Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question AOA. Ager ghusl k bad namaz Ya Quran perna ho to, Keya ghusl kerne se wuzu ki zarorat nahi rehti. Ghusl kerne se wuzu bhi ho jata hai. Plz reply 
Answer Jis shaks ne ghusl-e-janabat kiya ho zarori hai k namaz k liay wazu na karay balkay ghusl-e-istehaza mutawassita k siwaa tamaam wajib ghuslo aur jo mustahab ghusl saabit hai uskay baad bhi Namaz parh saktay hai. (Ref: Aytaullah Sistani Tauzeehul Masail, Masla #389)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.