Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat ullah khui or sistani 
Question baad az salaam sawal ye hai k ager oral k waqt liquid halaq se nichay uttar jai tou kiya haram hai or haan tou kiya iss ka koi kuffara ada kerna hoga. shukriya. 
Answer Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay. Magar is ka koi kafara nhi hai.(Ref : Ayat Ullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15).Update on dated 16-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.