Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question As Salaam-u-alaikum.Mufti Sahab mera sawaal ye he ki agar ladka or larki k maa baap shaadi k liye raazi na ho or ladka ladki baligh ho to kya wo nikah kr skte hain...?? 
Answer kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.