Answer |
Wo dono apne is kaam ki waja se Allah Taala se sache dis se toba karain, or phir koi galat kaam na kain, or giraae howe hamal ke mutabiq diyat ke qawaneen ke etibaar se diyat ada karain, or phir ager wo dono or larki ke wali chahain to un ki shadi kar dian. (Ref : usool e kafi , jild # 2 , kitaab e emaan o kuffur , baab # 188 , riwayat # 4), (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3 , Maslah # 384 , eidition # 4th). (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 33 , maslah # 378 , ALLAH Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). |