Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question manat maney hoy rozey ke doraan agar shoher janabat k lia bulae aur phir janabat ho jae ,to us roze k bare me kia hokem h 
Answer Roze ki haalate me jima (humbistri ) karne se roza batil ho jaata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1553) Agar aurat shohar se ijazat lie beghair in kaamo me nazar ( mannat ) mane jo shohar k hoqooq ( maslan jima ) k manafi ho to nazar ( mannat) sahe nahe hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2607 ) agr aurat k mustahab roza rakhne se shohar k haq lazat( jima) ki haq talafi hoti ho to aurat ka roza rakhna haram hai.ye he hokum wajib ghair moaiyan maslan ghair moaiyan nazar( mannat ) k roze ka hai aur is surat me ehteyaate wajib ki bina per roza batil hogha aur nazar( mannat) bhi puri nahe mane jaay ghi . ye he hokum ehteyaate wajib ki pina per is waqt hai jab shohar , aurat ko mustahab ya ghair moaiyan nazar( mannat) ka roza rakhne se mana karde , chahay is se shohar ki haq talfi na bhi hote ho (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1710) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.